History Question with Answer For competition examination


Hello dosto ye mera pah la post hai is post me mai history ka 10 question with answer post karrahi hun ..sab questions important hai Jo bpsc and SSC k exam me ate hai..

Competition preparation of history question with answer



Q .1.

Raja Ram mohan ray dwara  brha samaj ki asthapna KB ki gayi thi ?
(A) 1816   
(B) 1820
( c) 1828
( D) 1830

Ans ..  C


Q. 2.

Sabhi bhakti Santo k bich ek saman visheshta thi ki unhon ne _

( a) apni vaani ko usi bhasha me likhe jise unke bhakt samjhte the.

( b ) purohit warg ki satta ko nakara.

( c ) stiriyun ko mandir Jane ko porotsahit kiya.

( d ) murti puja ko porotsahit kiya .

Ans .. a


Q. 3.

Mugal prshashan me " mohtasib " tha _

 (a) sena adhikari 
 (b) videsh vibhagay ka mukhay 
 (c) lok aacharan adhikari 
 (d)  patr-veyawahar k adhikari

Ans .. C


Q.4.

Alayuddin khilji k aakrman k samay devgiri ka shasak kaun tha ?
(a) ramchandr dev 
 (b) prtaprudr dev
(c) malik kapur 
(d) rana ratan sing 

Ans .. a


Q. 5.

Gulam vansh ka prtham shasak kaun tha ?
(a) iltutmish 
(b) kutubuddin ayebak  
(c) raziya 
( d) balban 

Ans.. b 


Q.6.

Kanishk k shasan kal me baudh sabha Kis nagr me ayujit ki gayi ?

Ans .. Kashmir 


Q.7.

Megsthaniz ki pustak ka naam kiya tha ?

Ans .. Indika


Q.8.


" Harshcharitm" namak pustak kisne likhi ?

Ans. Baanbhatt


Q.9.

" Mudrarakchhas " namak pustak kisne likhi ?

Ans. Vishakhdatt 



Q.10.

Naokr shahi ka kaam hai _
(a) sarkar ki nitiyun ko lagu krna 
(b) prshashan chalana
(c) mantariyun ki sahayata krna 
(d) upyukt sabhi

Ans .. d



Please share kre or comments kre