sanvidhan ki anusuchiya :-

1. 

  vartman me bhartiye sanvidhan me kul kitni anusuchiyan hai ? 

Ans:- 

            12


2. 

    sanvidhan sabha ki parup samiti dwara prastut parup sanvidhan me kitni anusuchiya hai ? 

Ans :- 

             8

3. 

     sanvidhan sabha dwara antim rup se parit sanvidhan me kul kitni anusuchiyan thi ? 

Ans :- 

               8

4. 

    mul sanvidhan me kitni anusuchiyan thi ? 

Ans :- 

            8

5.

     kis sanvidhan sanshodhan adhiniyam dwara bhartiye sanvidhan me 9 vi anusuchi jori gayi ? 

Ans :- 

          pahla 

6.

      52ve sanvidhan sanshodhan adhiniyam dwara 1985 me kaon si anusuchi ko bhartiye sanvidhan me shamil  kiya gya ? 

Ans :- 

            10 vin

7. 

    73ven sanvidhan sanshodhan adhiniyam dwara bhartiye sanvidhan me kaon si anusuchi jori gayi ? 

Ans :- 

            11वी 


chemistry mcq

gk questions in hindi

Bhart k sanvidhan se jure question 

8.

    74ve sanvidhan sanshodhan adhiniyam dwara bhartiye sanvidhan me kaon si anusuchi jori gyi ? 

Ans:- 

          12 वी ं

9.

    sanvidhan ki dusri anusuchi ka sambandh kisse hai ? 


Ans :- 

             mahatvpurn padadhikariyun ke vetan se .


10.

    bharat sangh me shamil rajyun or sangh shashit shetron ka ullekh bhartiye sanvidhdn ki kis anusuchi me hai ? 

Ans :- 

           prtham anusuchi me 


11.

      Rashtrpati , Rajyun k rajpalon , sarvochach nyayaly, or uchch nayayalay k nyayadhishon , sansadh or rajay vidhanmandalon k adhikariyun bharat k niyantrak , ewam mahalekha prikshak aadi k vetan k sambandh me prawdhan sanvidhan ki kis anusuchi me kiya gya hai ? 

Ans :- 

          dusri anusuchi


12. 

      bhartiye sanvidhan ki tisri anusuchi ka sambandh hai .

Ans :- 

           shapath or prtiggya se 


13.

      sanvidhan ki kis anusuchi me prtyek rajyun or sangh rajyun shetron k liye rajy sabha me sthano k awantan ki suchi hai ? 

Ans :- 

           chaothi anusuchi


14.

      bharat k sanvidhan ki chhatti anusuchi ka upbandh kisse sanbandhit hai ? 

Ans:- 

         
     uttar purv bharat me janjatiye shetron k prshasan me swayetta.


15.

       bhartiye sanvidhan me 22 bhashaon ko rajbhasha ka drja prdan kiya gya hai . in rajbhashaon ka ullekh kis anusuchi me hai ?

Ans :- 

            8 vin

16.

       bhartiye sanvidhan ki 8vin anusuchi ka sambandh hai .

Ans :-

           bhashaon k sath 


Bhartiye sanvidhan ki anusuchi


17.

     kisi adhiniyam ko sanvidhan ki kis anusuchi me sammilit krne pr uski baidhta ko kisi nyayaly me chunaoti nhi di ja sakti hai ?

Ans :- 

          9vin anusuchi me 


18.

     kis rajy k aarakshan vidheyak ko 9vi anusuchi me sammilit kiya gya hai ? 

Ans :- 

           tamilnado


19.

     bhartiy sanvidhan me ---

Ans :- 
             12 anusuchiyan hai .


20. 

    dal badal k adhar pr nirvachit sadas- sayon ki ayugyata sambandhit vivran sanvidhan ki kis anusuchi me diya gya hai ? 

Ans :- 
            10 vi