राहुल गाँधी का वीडियो वायरल 



सोशल मीडिया पर कांग्रेस अध्यक्ष राहुल गाँधी का एक वीडियो वायरल हो रहा हैं.




Video me Rahul gandhi Madhy pardesh or Chandigadh k CM k Namon k bich gussa hote dikhayi date hai.


13 Second k is Video me Rahul Gandhi Bhupesh Baghel ko MP ka CM or Hukum Singh karara naam k aadmi ko Chandigadh ka CM kahte haye sune jasakte hai.
In dono rajyun me Congress ki Sarkar hai.


Viral Video ko abhi tk 50 Bar  dekha or suna ja chuka hai.

Video ka sach

Rahul-Gandhi-ka-video-viralviral



Asli video dekhne k bad ye pata chala hai ki Rahul Gandhi dono prdeshon k mukhaymantri k naamo k bich bharmit nhi the .


Asal me ye 13 Sec ki video khud Congress k hi adhikarik Facebook or twitter account ki galati se samne aya.


Rahul k bhashan ka live prsaran krte huye Congress k Facebook or twitter k page me kuch takniki kharabi ane ki wajah se bhashan k wo shabd jisme wo " kamalnath " ka naam late huye unhe MP ka mukhaymantri batate hai chhut gaya tha.


Jisse aisa laga ki Rahul Gandhi MP k CM Kamalnath ko nhi balki Bhupesh Bghel ko bata rahe hai.


Rahul Gandhi ka yah video tb zyada viral hua jb MP k purv mukhayamantri Shivraj Singh Chaohan ne is video ko apne adhikarik social media account se post krte huye likha 
Are ! Ye kiya ? Rahul ji , Bhashan me hi sahi time pr kisan karz na mafi krne pr akhirkar apne MP k CM badal hi diye.

Kiya Bat hai ? Ap jaise mahan veyakti hi aisa kam chutki me kr sakte hai.



Bad me unhone isi tweet ko share krte huye likha ki " abhi mjhe kisi ne bataya ki video editing kr banaya gya hai.
Problem ye hai ki Rahul ji itna jhuth bolte hai ki pata hi nhi chalta ki wo kb kiya bol rahe hain.